close
Choose your channels

Amitabh Bachachan Speaks…

Monday, October 11, 2010 • Hindi Comments
Listen to article
--:-- / --:--
1x
This is a beta feature and we would love to hear your feedback?
Send us your feedback to audioarticles@vaarta.com

… And when he speaks, junta will be all ears for him….

IndiaGlitz extends hearty wishes to the Shahenshah Of Bollywood Amitabh Bachchan on his birthday! The global icon turns 68 today.

Big B’s contemporary films are just glossy flavoured, but we all love his classic, old ones for their distinct style and characterizations. Here we have few popular one-liners which are hard to forget and carry the typical essence of Amitji…

Yeh pulis station hai, tumhare baap ka ghar nahi. Isi liye Sidhi tarah khade raho - Zanjeer

Jis tarah gobhi ka phool phool hokar bhi phool nahi hota, waise hi gainde ka phool bhi phool hokar phool nahi hota - Chupke Chupke

Peter yeh chabi rakh, ye mein tumhare jeb me se hi nikalaunga - Deewar

Tumhara naam kya hai, Basanti? - Sholay

Don ko pakadna mushkil hi nahi naamumkin hai – Don

Aur waise hi, main ees ko yahan nahi maroonga, warna log kahenge, Sikandar ne apne ilake me oose mara - Muqaddar Ka Sikandar

Apun wo kutte ki doom hai, jo baara baras nalli ke andar daal ke, nalli tedi hoti, apun sidha nahin hota! - Lawaaris

Hum jaha pe khade ho jaate hein, line wahin se shuru hoti hai - Kaalia

Daaru peene se liver kharab hota hai. Bahut boori cheez hai - Satte Pe Satta

I can talk English, I can walk English, and I can laugh English because English is a very phunny language - Namak Halal

Jiske sine me dil hi nahin, oose dil ka daura kya padega? - Coolie

Rishte Mein To Hum Tumhare Baap Hote Hai Naam Hai Shahenshah - Shahenshah

Do aansoo ees aankh se gire, phir do oos aankh se. Phir do ees aankh se, do oos aankh se. Phir do oos aankh se, do oos aankh se. Kitne huye?...Nau lakh ke haar ke liye, Barah lakh ke Aanso? Daddy hote to kehte, Vijay tumhe business karna nahi aata? - Sharabi

Pura naam, Vijay Dinanath Chauhan, baap ka naam, Dinanath Chauhan, Maa ka naam, Suhasini Chauhan, Gaon Mandwa. Umar Chatiis saal, .... - Agneepath

Sadabahaar - Evergreen Hits Of Amitabh Bachchan
Listen to 'Sadabahaar - Evergreen Hits Of Amitabh Bachchan ' songs on Raaga.com

Sadabahaar - Romance - Dekha Ek Khwab
Listen to 'Romance - Dekha Ek Khwab ' songs on Raaga.com

Follow us on Google News and stay updated with the latest!