close
Choose your channels

Raghava Lawrence's mega movie title changed after political pressure

Thursday, October 29, 2020 • Tamil Comments
Listen to article
--:-- / --:--
1x
This is a beta feature and we would love to hear your feedback?
Send us your feedback to audioarticles@vaarta.com

Raghava Lawrence's mega directorial Bollywood film 'Laxmmi Bomb' starring Akshay Kumar, Kiara Advani and Amitabh Bachchan is set to stream on Disney plus Hotstar from November 9th. The trailer of this Hindi remake of the Tamil blockbuster 'Kanchana' has gained wide appreciation from celebrities and fans alike upping the expectation meter for the film.

Meanwhile due to political pressure the title of the film has been changed from 'Laxmmi Bomb' to just 'Laxmmi'. According to Bollywood media the Shri Rajput Karni Sena sent a legal notice to the producers of the film stating that the title is derogatory and offensive and deliberately meant to degrade the dignity of the goddess Laxmi.

Mukeh Khanna the actor who played 'Shaktiman' also objected to it stating that can a film be named as 'Allah Bomb' or 'Badmash Jesus' then why should one be made as 'Laxxmi Bomb."

Lawrence is celebrating his forty fifth birthday today and has announced a new movie 'Rudran' produced by Five Star Kathiresan with music score by G.V. Prakash Kumar.

View this post on Instagram

Kya Laxmi Bomb Title se koi film release honi chahiye ? Is par poore Desh Me Bahas chidhi hui hai. Kuch log film ko ban karne ki maang kar rahe hai. Mujhse poocho to film ban Jayez naheen hai. Kyonki kisi ne film Abhi dekhi naheen hai. Sirf trailer dekha hai. Film Abhi baaki hai. So TITLE ki hi baat karte hain. Laxmi ke aage Bomb jodna shararat se bhara lagta hai. Commercial interest ki soch lagta hai. Kya ise allow karna chahiye ? Obviously NAHEEN ! Kya aap Allah Bomb ya Badmash Jesus film ka naam rakh sakte hain ?Obviously NAHEEN !! To Phir Laxmi Bomb kaise !!! Ye DHRISHTATA Filmy log is liye karte hai ki Wo janate hain ki isme shor machega. Log chillayenge. Phir chup ho jayenge. Lekin lage hathon film ka Promotion ho jayega. Film to release honi hi hai. Log Toot padenge FIRST DAY theatre par dekhne ke liye ki Kya hai is film me ? Kya hai film ke title ka matlab ?? Ye hota aaya hai...Hota rahega... Ise Rokna padhega ! Aur ye Janata Janardan Ya PUBLIC hi kar sakti hai. Ek baat to saaf hai. In commercial logon me Hinduon ka Dar ya khouf ratti bhar bhi naheen hai. Wo unhe SAHISHNU manate hain. Soft target samajhte hain. Unhe pata hai kisi aur Dharam ya Samprdaay se ye panga lekar ke batao TALWAREN Nikal aayengi. TALWAREN !! Isliye unko lekar film ke title naheen bante. Kuch Log ise Love Jehad ya Islamic funding ka naam de rahe hain. Ho sakta hai, naheen bhi ho sakta. Lekin films me ४० saal beeta kar itna to Daave ke saath kah sakta hoon ki har Producer apni film ko HIT dekhna chahta hai. Is liye aise paintare laata hai. LAXMI BOMB unhi me se Ek hai. DIFFUSE karo ise !!!!

A post shared by Mukesh Khanna (@iammukeshkhanna) on

Follow us on Google News and stay updated with the latest!